Mukti (shakes her): Nandani.Nandani.
Nandani (comes to her senses): Nahi.aisa nahin ho sakta.Woh muje chodke
nahin ja sakta.
Mukti: Kuch nahin hoga unhe.suna tumne kuch nahin.
Nandani (cries) : Muje abhi Manik ke pass jana hai.Mukti muje Manik chahiye
.Manik.
Mukti: Thik hai.chalo mere saath.
Mukti drive karti hai uar Nandani pass me bethi hai.
Nandani: Mukti.jaldi karo.
Mukti: hum ja to rahe hai.
Nandani: Muje kisi bhi halat me Manik ke pass pahuchna hai.ple tum drive
jaldi karo.
Mukti: Nandani calm down.
Nandani (shouts): main kaise thik ho sakti jab mera pati kisi musibat me ho.kaise dekh
loon apni zindagi ko apne aap se alag hote huye.bar bar main apne pyaar ko kho deti hoon
lekin is baar nahin.ab nahin jane dungi main tumhe Manik.
Nandani zor se rone lagti hai aur Mukti use sambhalti hai.
They both reach the factory site.the smoke is coming out very badly.the fire trucks and
ambulances are running around.Nandani can hear people's screams.she sees so many people
are crying.they goes to the fireman and ask
Nandani: woh mere pati.mere pati kaha hai.
Fireman: Jee.dekhiye yaha pe bahot sare log hai.aap ple apne pati ka naam bataiye.
Nandani: Manik Malhotra.
Fireman: Sorry.mam.woh to abhi bhi andar hai.hum bahot koshish kar rahe hai lekin hum
unhe nahin dhoond pa rahe aur upper se building ki halat bahot kharab hai.kabhi bhi
gir sakti hai.
than they hear a big sound and all turn to look and there was one side part of
the building has been fall down.
Nandani yeh dekhke apna hosh gawake zameen pe beth ke rone lagti hai jab Mukti
Mukti (puts a hand on Nandani's shoulder): Nandani.Manik
Nandani (Cries looking at the ground): Mukti main phir se aaj ek bar harr gayi
Mukti: Nandani woh dekho Manik.
Nandani apni palke uthake Manik ko dekhti hai.Manik samne se chala aa raha hai.
kuch jyada chot nahin aayi bas kuch mamuli si sir pe.Nandani yeh dekhti hai aur
daud ke Manik ke gale lag jati hai.
aur zor se rone lagti hai.Manik is happy to see her with him.
Manik (Nandani ke sir pe haath rakhke): Nandani .
Nandani (holds his face): Bade aaye mere saath puri zindagi bitanewale.bahot bade bade
wade kiye the na mujse.to aaj akele hi muje chod ke chal diye.
Manik: Nandani main woh.
Nandani : Kya main woh.tum meri zindagi me meri marzi ke khilaf aaye the lekin yeh meri
marzi ki main tumhe apni zindagi se jane doon ya naa.
Manik: Ple Nandani tum rona bandh karo.Tumhe pata hai na ki tumhare in aanshu se muje
takleef hoti hai.
Nandani: aur muje tumhare in zakhmo se.
Manik: Yahi zakhmo ne to tumhe mere kareeb laya hai.agar yeh mamoli zakhme ki itni badi
kimat hai to main her zakham sehne ko taiyaar hoon jo tumhe meri aur khichte hai.
Nandani (hugs him): Tumhare zakham kaise huye yeh.... jab dard to hum dono ko hota hai.Manik
bhul ke bhi kabhi aisa mat karna.nahin reh pati main tumhare bina.
Nandani looks up but Manik is not awake.Nandani shakes him and he just falls down on the
ground.Nandani puts his head in her lap.
Nandani (holding his face): Manik.utho.dekho tumhari Nandani tumse kuch keh rahi hai.utho
na Manik.main ek bar apne pyaar ko kho chuki hoon.ab dubara himmat nahin hai .ple Manik.
mere liye.mere pyaar ke liye.
Mukti comes with all the medical help and checks up Manik.
Mukti: Nandani.ghabrane ki koi baat nahin hai.darsal dhuwe ki waje se saans lene me tafleef
ho rahi hogi lekin maine yeh injection de diya hai.I think he should be alright.chalo main
tum dono ko ghar chod deti hoon.
Mukti dropped Nandani and Manik to their house and about to leave when
Mukti: Nandani ek minute.
Nandani: Kya baat hai.
Mukti: maine tumhe pehle kaha tha ki kabhi kabhi hum apni baat kehne me dair karte hai
aur uska nateza hume puri zindagi bhugtna padta hai.yeh to tumne aaj dekh hi liya.Nandani
ab dair mat karo.Manik se bata do ki tum use kitna pyaar karti ho.
Nandani: haa Mukti shayad tum thik keh rahi ho.main Manik se aaj hi baat karungi.
Mukti: thik hai main chalti hoon.bye.aur apna aur Manik ka khayal rakhna.
Nandani apne kamre me jati hai to dekhti hai ki Manik bed pe betha kuch soch raha hai,.
Nandani Manik ke pass jake beth jati hai.Nandani Manik ko dekhti hai jiske andar kahi
sare dard chupe huye hai.Manik ki aankhon me se aanshu beh rahe hai.
Nandani: Manik yeh kya.
Manik: aaj muje apne aap se nafrat hoti hai.aaj main apne aap ko kasoorwar samjata hoon
un zindagiyon ke liye jo aaj us aag me jal ke rakh ho gayi.main kitna swarthi hoon.main
kitna matlabi hoon jo main unhe nahin bacha paya.
Nandani (puts her hands on his): Kya yeh wahi Manik he jiska nafrat se dur dur tak koi wasta
nain.Manik tumse jo ho sakta tha woh tumne kiya.hum bhi insaan hai bhagwan nahin.aur kaun is
duniya me swarthi nahin.hum sab ki jine ke piche koi na koi to swarth hai.
Manik (puts his head in Nandani's lap): Nandani main bahot akela pad gaya hoon.
Nandani (make him to see her face): Kisne kaha tum akele ho.zindagi me kabhi mud ke dekhoge
to main tumhare saath hamesha khdi huyi dikhugi.Manik jab tum muje akela nahin chod sakte
to main kaise.Manik tum akele nahin ho.main tumhare saath hoon.hamesha ke liye.
Nandani dheere se apni ungliyon se uske bal ko sahelne lagti hai.Manik ko isse bahot aaram
milta hai.woh apne dono haath se Nandani ko pakad ke aise hi so jata hai Nandani ki god me
.Nandani dheere se Manik ke forehead pe kiss karti hai.phir woh Manik aur khud ko blanket
othati hai.phir Nandani light off kar deti hai aur Manik ko kas ke apne pass pakad ke so
jati hai.Nandani Manik ko woh sahara dena chahti hai jispe Manik ka hakk banta hai.Nandani
Manik ko pyar aur apnepan se use sari muskeliyon se durr karna chahti hai.woh chikh chikh ke
batana chahti hai ki woh aaj sirf aur sirf Manik se pyaar karti hai.
In the morning.
Manik wakes up and finds himself in Nandani's arms.he feels very happy but the same time he
thinks that may be Nandani would take this as wrong.so before Nandani wakes up he moves
hisself and stands next to window looking at the sunrise.Nandani opens her eyes and couldnt
found Manik so she gets worried when she saw him near window.Nandani goes to him and puts her
head on his back.
Nandani: Manik.main har gayi.main har gayi aur tum jeet gaye.
Manik (turns to face): yeh kya keh rahi ho tum.
Nandani: Manik aaj muje bolne do.bolne do jo main pichle kahi din se kehna chahti hoon.
Manik: Kya baat hai Nandani.
Nandani: Manik.tumne hamesha se her ek rishta pure dil se nibhayaa.chahe woh ek dost banke
ya chahe woh ek premi banke ya chahe ek pati banke.Lekin main Manik usme bhi tumse harr gayi.
nahin main ek achchi dost ban payi .nahin ek achi patni aur nahi kabhi ek achchi premika ban
pau.
Manik: ple Nandani aisa mat kaho.
Nandani: nahin Manik.maine bahot koshish ki apne dil ko smajane ki.lekin woh ab mere se jyada
tumhari baat manta hai.jab bhi main aankh bandh karti hoon to tum muje nazar aate ho.
is dil ki her ek dhadkan jab bajti hai to isme tumhara naam sunai deta hai.tumhare pass
na hone ke baad bhi tumhara ehsaas hamesha rehta hai.Manik yeh pyaar nahin to kya.
Manik: Nandani.tum yeh.
Nandani: haa Manik main tumse bahot pyaar karti hoon.itna pyaar ki tumhare bigar ab nahin
reh paungi.kya Manik abhi bhi mujse.
Manik: Yeh Manik to Nandani se shuru hoke Nandani pe khatam hota hai.haa Nandani main
tumse bahot bahot pyaar karta hoon.
Nandani: I love you Manik.
Manik: I love you Nandani.
they both hug very tightly and Manik kiss Nandani's forehead.and this is the begiging of
their love story
You are reading the story above: TeenFic.Net