chapter 16

Background color
Font
Font size
Line height

The Oberois and Singhanias are on the terrace for sorting out the matter . The engagement has been called off.

Neelam: Rishi kya tha neeche jo bhi hua tum kya keh rahe ho?

Virendra: ye sach hai?jo bhi kaha.

Lakshmi: Rishi please kuch bolo.

Rishi: ab ye bolenge ye hai shanaya ke bhaiya shubh inhone hi mujhe aake sab sach bataya hai.

Shubh: shanaya ko iss admi ne poison deke maara tha.... Kyukiiii woh isse shaadi karne ke liye pressurize kar rahi thi... Aur iska business settle nahi hua tha mene kaha tha usko ki mat pareshaan ho hum Vihaan ko manaa lenge par isne meri behen ko maar bhi dalaa aur Singhanias ne apne power se case bhi band karwa diya iss basis pe ki shanaya ne khud suicide ki thi...

Lakshmi went to Vihaan and she stood in front of him face to face.

Lakshmi: ye sach hai?

Vihaan: Lakshmi.... Aap meri baat toh suniye ye sab waisa nahi hai jaisa dikh raha hai....

Deepti: Lakshmi ek baar vihu ki baat toh sun..

Neelam: ab aur kya bacha hai kehne sunne ko.. Deepti ji aap Lakshmi ko beti maanti hai toh use ye sach aap logo ne kyu chuphaya hai?... Ye hai aapka pyaar ki ek ladki ki maut hogai...

Lakshmi went towards the stairs.. And Vihaan followed her..

Vihaan: Lakshmi stop please ek baar meri baat suniye..

Lakshmi: mujhe koi baat nahi sunni hai ab mene aapse kuch bhi nahi chuphaya aur aap itna bada sach chuphakar mujhse rishta jod rahe the..

Vihaan held her  hand he was in tears
: Lakshmi please agar aaj aap chali gayi toh bohot galat ho jayega mom dad mere liye please ruk jaiye..

Lakshmi pulled herself and she slipped Vihaan tried to hold her hand but it was too late Lakshmi stumbled upon the stairs.. And she had injuries. Everyone came listening to the sound.

Shubh: aur ek baar firse isne ek ladki ki jaan leli..

Rishi and Vihaan both ran down to rescue Lakshmi.

Vihaan reached first . rishi pushed him
Rishi: door...

Vihaan: but rishi..

Rishi: Vihaan Lakshmi ko chua bhi naa toh abhi yahi jaan le lunga

Rishi: Lakshmi..... Please please aankhe kholo kuch...... Kuch nahi hua... Ayushh gaadi nikal..

Ayush: bhai lets take her to the hospital..

Rishi took Lakshmi in his arms and ran like mad person. The Oberois and Singhanias followed.

They were in the hospital .
Rishi: Nursee it's an emergency...koi Stretcher lao jaldii please..

He carefully kept Lakshmi on the stretcher and held her hand.

Rishi: Lakshmi kuch... Kuch bhi nahi hogaa... Sab .... Sab thik hai...

Their hands parted and Lakshmi was inside the OT.

The Oberois entered.

Vir: kaisi hai woh doctor ne kya kaha?

Rishi: doctor ne kuch nahi kaha  dad abhi OT mein hai. I am also waiting..

Vihaan also came: Lakshmi... Kaisii hai woh..

Rishi ran towards Vihaan and started beating him: teri wajah se... Teri wajah se uska ye haal hua hai.. Himmat kaisi hui yaha aane ki? Ayush call the police...

Manish: Rishi behave yourself.. Vihaan ne jaanboojhkar ye nahi kiya hai she slipped..

Neelam : toh isne use bachane ki koshish bhi nahi ki..... Usko kaise justify karenge aur apart from this ye kaise justify karenge ki aapke bete me murder ka ilzaam tha boliye?

Deepti : behen ji aap aise kyu baat kar rahi hai jaisi aapko Lakshmi ki badi fikar hai?

Neelam: kyuki hume fikar hai..

Deepti: toh achanak se aapko uski fikar hone lagi... Manaa ki humare taraf se ek bohot badi galti hui hai ki humne sach chuphaya par aapko ya Oberois me kisi ko bhi ye haq nahi ki hume kuch kahe kyuki aapne toh isse bhi bada sach chuphaya aur Lakshmi ka use kiya hum uska use nahi kar rahe...

Doctor came out: umm. MR. RISHI..

Rishi: yes.. Kaisi hai woh?

Doctor: abhi kuch keh nahi sakte she's still unstable.... Actually treatment ko respond nahi kar rahin woh jaise ab woh jeena hi nahi chahti hain.. Blood loss hua hai .. We still need to monitor her...
And the doctor went

Neelam: agar vihaan ne uska haath pakad liya hota toh aise nahi hota...

Vihaan bursted crying: please mene jaanboojhkar nahi kiya aunty.... Lakshmi ko bacha lijiye please fir aap jo sazaa dengi me maan lunga.... Use bacha lo Rishi please....
He fell on his knees.. Me shanaya ko nahi bacha saka ab Lakshmi bhi nahiii.... Nahi.... Mom Dad please aap.... Aap doctor Goel ko call kariye he is the best please...

Manish: Vihaan chalo yaha se please... Deepti chalo... Vidhhi let's go back..

Vidhi: but dad Lakshmi ki condition....

Manish: hum jitne der yaha rahenge vihaan aur deepti ko sambhalna mushkil hoga.... Aur Lakshmi ki baat hai me hoon yaha.... Jab woh thik ho jayegi tab hum sab use sach bata denge par isse pehle koi safai nahi...

Vihaan: me apni Lakshmi ko chord ke nahi jaunga dad..

Manish: she will be fine beta... Halat dekh apni.

Vihaan wiped his tears: me.... Me thik hoo nahi ro raha me.... Please... Mujhe iss alag mat kariye shanaya toh gai agar..... Nahiii kuch nahi hogaa usee...

Neelam: behtar hoga aap sab chale jaye warna... Is baar hum police ko bula denge....

Manish: behenji kuch nahi keh raha hoo Kyuki galti hui hai par ab aap hadd paar kar rahi hain..

Vir: ye sahi keh rahi hai meri bacchi ke aas paas bhi na dikhe aaplog... Warna me abhi commissioner ko phone karunga... Leave please...

Doctor:  she is fine now ab aaplog unse mil sakte hain..

Dadi: ab jaoge tumlog ab thik hai woh..

Rishi went inside the ward.

Lakshmi was still a bit dizzy..

Rishi held her hand: kaisi ho?

Lakshmi: me... Yaha hospital me kaise.... Vih.. Vihaan meri engagement thi... Kya hua hai Rishi...

Rishi made her remember everything which she forgot due to her medicines

Neelam entered in: Lakshmi kaisi ho?

Lakshmi: ..aunty ji... Me.. Thik hoon... I am sorry me slip karke aise... Accident hua... Me.. Wapis chali jaungi Vihaan se shaadi kar lungi aapko Rishi aur malishka ki shaadi ke liye wait nahi karna padega....me.... Chali jaungi haan.... Me chali... Chali jaungi..

And she fainted...

Doctor: medicines have made her drowsy.. Aap inhe discharge karwa sakte hai she's fine now..










You are reading the story above: TeenFic.Net