Continue from last part ,
Next day,
Karan is feeling low because of yesterday night S fight. Teja goes to wake up him. But he pulled her inside and she also sleep with him for some time, then alarm rang and both had to get out of bed.
Teja take her warm water and goes outside and sit with rohit. She saw sona is doing masti with nishant.
T: yeh kya ladki hai, she is behaving like kal kuch nhi hua.
R: she has a good coping mechanism. Aur waise bhi she needs time and assurance that Phir se kuch galat nhi hoga toh voh usko mil gaya na, so she is behaving normal.
T:matlab vo abhi sunny se baat karegi ya nhi.
R: kya Pata, abhi toh subah shuru hui hai.
T: hmm.
In kitchen, nishtejran are there.
K: sabse irritating kon hai bata.
T: bichukle.
K: nhi, rashmi.
T: tu na Ek kaam kar udhar baith ja, jab aayegi toh bolna yaar main chopping kar raha hu, mere pass time nhi hai.
N: πhaan haan jaa na, hamari chopping bhi ho jayegi. Sun beera, hum kaise bhi hai, apne hai.
He hugs karan from back.
T: WTF. Is this?
N: He is my true love.
K: tujhe kya sadan rahti hai.
T: that was my position, main karti hu voh, Jab tu chai banata hai
N: vo toh maine socha hi nhi.
K: yeh Bahat Shani hai, isiliye sad rahi hai .
N: tum dono kitne chomu ho. Main uske saath hota hu toh tujhe khalti hai and vice versa .guys I think ur in love with me.
Then rohit came.
R: kon bebkoof tere pyar main pad gaya?
Nishant tell him.
R: Ohh, teja tujhe Pata chala Jab tu jake sona ko hug karti hai toh mujhe kaisa feel hota hoga?
T: ππ
N: veera, do u like πΌ
T:im πΌ ,yeh jacket pahan k jitni ladaiyaan ki hai apne Mr kundra man kar raha tha main sar phod du.
Then sona comes and hug rohit.
N: tum dono (teja and sona) kitne lazy Ho yaar. Aur nakhre toh matlab ,aur usko dekh (sona), shakal dekh iski.
Kitne lazy ho yaar.
S: I know I'm lazy ab bol kya karu? Mera Dimag chai K baad hi khulta hai .
10:00pm
Teja is having breakfast sitting over dinning table and karan is doing chopping.
He is cutting cabbage and teja is teaching how to cut.
T: this is not mutton, jo tu aise kaat raha hai
K: abhi itna hi hoga.
T: shut up and do it. , isse patla nhi ho payega.
K: no itna kat diya, Jisko khana hai khao, warna bhad main jao. Itna patla kar toh diya. Iss sabzi ka koi din dharam hi nhi hai.
T: kyu ππ
K: aise khulti rahti hai.
Then sonakshi come.
T: sona yeh dekh itna patla hoga
S: nhi, kitna mota hai yeh.
K: mota ho ya patla khana hi toh hai.
S: Phir tum kacche hi kha Lo, kuch kaam toh hota nhi hai
Tejran and sona is in dinning table. Rohit came and pull teja's hair. And goes and sits beside sona.
T: aah! Ruk tu.
She also pulled his hair and he playfully slaps her.
T:( in baby voice) umm, sona dekh Tera bf mereko mar raha hai aur baal bhi khicha.
R: tune bhi khicha.
T: tune pahle kiya.
S: abhi tum baad main ladna ,abhi chopping Karo jaldi.
After some time,
Teja and rohit is talking in isharas and then teja making her cute baby face looks at sona and smiling.
S: kya hua? Tu aise kyu dekh rahi hai
T: (in baby voice )Meko pyar aa raha hai.
R: main kaha jau Phir.
T: tu ghar jaa.
K: mere pe toh nhi aata tujhe pyar.
Teja looking at her making puppy face and sona glared at him.
K: nhi, kuch nhi.
T: Awiee, sunny Meko tujhpe bhi pyar aata hai ,aur itta pyar aata hai ki man karta hai ki main tera Muh Tod du.
Karan chukled.
R: Tod de iska Muh.
T: haan, Phir Meko nikal denge na.
R: toh tu bolna mera bf hai ,main kuch bhi karu, toh tereko nhi nikalenge
S: tum dono kitne weird ho.
T:( in excitement ) Sachi
Rohit kiss on her cheek.
S: itni khush kyu Ho rahe Ho tum dono Maine koi Tarif nhi kiya, weird bola.
T: haan, matlab tujhe lagta hai hum dono sab logo se alag hai na .
She is making the cutest face of her.
πππ€
S: main tujhe bubble wrap main wrap kar du.
T: haan, Meko acchi lagti hai.
K: such a weird ladoo.
T: mujhe pasand hai Bahat. Main abhi bhi aise karti hu.
T: hmm, but abhi pura wrap nhi kar sakti na khudko.
Then they talk about random stuff and then.
R: mujhe lagta hai sari ladkiyoon k ispe crush hai.
S: mera nhi hai.
T: toh Tera toh bhai hai na.
S: otherwise bhi nhi hota. I don't have crush on anyone.
T: rohit pe bhi nhi ?
S: are voh toh mera bf hai na. Isiliye toh kisi aur pe nhi hai.
K: par tere pe crush hai laundo ka.
S: Naah,
R: kisko hai ?
T: umar
S: pagal hai kya
K: haan Usne bola he had a crush u, jab tu aayi thi.
R: saale, yeh umar naam k log mera picha kyu nhi chodte, Hamare season main bhi Ek tha, jo ispe aur shivani pe line Marta tha.
S: aur ussi khudas main tu usse ladta tha
T: are you serious
R: haan toh vo meri BFF and Behan pe line kyu Marta tha?
K: yaar mujhe 50 saal ho gaya bhindi Kat Te, Phir bhi yeh khatam nhi hota.
T: rohit ur so possessive for ur closed ones na.
S: yeh bahat hi possessive hai. Infact shuru main Bahat jyada tha,jabki tab tak maine accept bhi nhi kiya tha.
R: no, it's not like that, koi mane ya na mane sabke relationship k shuru shuru main na Ek insecurity hoti hai, dar bhi hota hai ki usko bura na lage, and what if she don't love me, so
S: but mujhe kabhi nhi hua
R: kyunki tujhe Pata hai na that I only love u, aur koi aayega hi nhi.
T: yeh mujhe frustrate kar rahi hai churi.
K: churi, mujhe yeh bhindi hi nhi pasand. Rohit tu kat na, kya dekh raha hai.
R: kaat toh raha hu.
K: tu kat raha hai ya usko ghur raha hai
S: hain!
K: kahi pe bhi romance chalu Ho jata hai iska.
R: mujhe mat bol, tu kahi pe bhi kar Leta hai, right teja.
T: haan, par tu bhi koi kaam nhi hai.
Then ronakshi goes from there and they talk about grocery shopping.
K: I hate it.
T:so u can just take the trolley and walk behind me.
K: meri 3 Behan and 1 maa, Ek baccha jab shopping pe jata hai toh kitna torture hota hoga
T: it's so much fun.
K: chotte bacho ko jo torture hota hai na, vo pata hai mujhe. I hate shopping, grocery toh bilkul nhi.
T: u have to do that
K: are chal
Lunch time,
Teja is making paratha for Karan.
P: aap jao yaha se, apki duty nhi hai.
T: main apna gf dharam nibha rahi hu..
K: thank u bigg boss.
She feed her.
Then karan make hairstyle of teja.
S: yeh kya hai
K: kya
S: teja tune apne baalo ka kya kiya hai.
T: isne kiya
K: accha hairstyle hai.
R: sunny chahta hai ki bahar teja ko koi aur ladka pasand na karle, isiliye usko bhutni bana diya.
T: π π sunny.
T: sunny, ur adjusting type na. Mere bahat nakhre hai.
K: dekha Maine, I'm also chapede kind
T: are u serious?
K: haan otherwise I m good boy, kuch bhi degi, kha lunga, nhi degi toh bhuka rahunga, koi chakar nhi hai, complain nhi karunga.
3:00pm
Sonakshi is sitting in the den alone.
T: abhi jao, sunny, it's a good time.
K: are u sure?
T: haan.
K: haaye rabba, bas mere ko thapaad na Mar de.
R: nhi maregi jaa na tu.
Then rohit and teja sit in gym area and Karan goes inside and sit next to her. She didn't even look at her.
K: golu, kya kar rahi hai?
S: finding peace, jo tumhare aane se khatam Ho chuka hai.
K: I know ur hurt, gussa hai and I m sorry for that. Maine bas
S: gussa ?kis baat ka? Aur waise bhi tumhe kya fark padta hai, aap jao na apne dosto k pass, unke saath majak Karo na Jake. Just go.
K: main nhi jaunga
S: toh baithe raho, mujhe kya?
Then there is silence for some time, he hold her hand but she didn't react.
In the other scene,
Teja tried to listen their convo.
R: kya kar rahi hai tu. Vo aake baata Dega.
T: aur nhi main sun rahi hu ki sunny Phir se ladne toh nhi lag gaya na.
R: are yeh kuch nhi, Maine bahat baar dekha hai inn dono ko ladte hue, they will be fine.
Then teja tell him about yesterday convo with karan.
T: isiliye tension Ho raha hai mujhe.
In the den,
K: golu, I didn't mean to hurt you, I swear on my mother, Maine bas majak main bola, mujhe nhi Pata tha tu aise react karegi.
S: tumhe kab Pata hota hai, hamesha kuch bhi bol dete ho, kar dete ho, Phir bolte ho Maine nhi socha tha, u know what actually tumhe dusron ki emotion ki value hi nhi karte,
Aur ab na hi mujhe aapka sorry chahiye aur na koi explanation, I don't want to talk about this, I just want peace , yaha baith k tumhe kuch Milne wala nhi hai. So jao aapne dosto k pass. OK and I'm not angry, plz leave me alone for sometime . And don't talk about this topic again with me. Aur lag raha hai tum jaoge nhi ,toh main hi chali jati hu.
And she came out of den and goes to bedroom.
Please vote and comment.
You are reading the story above: TeenFic.Net