Chapter 6

Background color
Font
Font size
Line height

Aahi asked, "toh kya kam tha aapko?" Bondita smiled and said, "aapne mujhe bola tha na ke aap meri madad kar sakte hai, iss liye mai aapki madad lene aai hu." Aahi smiled and said, "are wah toh thik hai mai aapki madad karu gi, par ab aap so jaiye, aapko aram kar na chahiye."

This time Anirudh spoke, "hum idhar kuch aur karne bhi aaye hai, tum mere har prashno ka jawab do gi, uske baad he main tumhe Bondita ka ilaj karne ke ijazat de sakta hu." Aahi looked at him and said, "thik hai, puchiye jo puch na hai aapko mujhse."

Anirudh asked, "Bondita ne mujhse kaha ke tum ek khas chikitsa ho, toh mujhe ye jaana hai, ke konsi khas baat hai usme." Aahi answered, "dada main ek psychologist hu, aur mujhe yakin hai ki boudi ko jo problem hai wo ek past incident ke wajah se ho sakti hai." Hearing this Anirudh nods understanding and says, "thik hai mai tumhe ijazat deta hu par mai treatment ke time tumhare sath rahu ga mujhe tum pe bharosa nahi hai." Aahi nodded and said, "mujhe koi problem nahi hai."

Aahi turned to Bondita and said, "boudi aapko ab aaram kar na chahiye, hum kal treatment shuru kare gay." Bondita smiled and said, "thik hai Aahi didi, shubh ratri." Aahi smiled and said, "shubh ratri boudi."

NEXT MORNING

Aahi woke up and got ready for the day when she was done getting ready she heard fighting noises, she sighed and took a notebook and pen then went down and saw that Anirudh is confronting TRC about yesterday night's incident. Som who noticed Aahi come saw the bandage on Aahi's forehead and rushed towards her and asked, "didi, aapko ye chot kese lagi?"

Hearing this all attention turned towards Aahi and Som, Aahi sighed at the attention before she could say anything Binoy said, "bas isski he kami reh gayi thi, haan ab tum apni kahani batao." Aahi sighed and answered, "mujhe kuch nahi keh na iske bare mai, aur main ye chot dikha ne nahi aai hu. Som main thik hu, kuch nahi hua mujhe. Boudi chale aap ka ilaj chalu kar te hai." Hearing this Binoy said, "kya Anirudh tum ne ab iski madad le li? Tum ek shart jeet ne ke liye itne niche ghir jao gay?" Aahi said, "boudi koi shart nahi hai, umko ek samasya hai jo main dur kar na chahati hu, kya aap main itni bhi insaniyat nahi rahi ke ek bachi ko shart ke liye ye sab sehen kar wa o gay?"

Binoy is too stunned to speak but he says, "tum toh insaniyat ke baat karo he maat, tumne he -" TRC stopped Binoy before he could speak any further and said, "Binoy bas karo, agar bahu ke samasya dur ho rahi hai toh kya dikkat hai? Aahi par khayal rahe tumhare paas sirf 2 din hai." Aahi nodded and turned around and left.

She was going towards her room when Som came and asked again, "didi batao na kaise lagi chot? Kya aapko dard ho raha hai? Kya main -" Aahi turned to him and said, "main bilkul thik hu Som, wo shukar manao ke boudi ko kuch nahi hua kal raat ko wo dhongi baba boudi ko ek chaddi se marne wala tha, aur main beech mein aai issliye usne bas mujhe dkhaka mara toh ye chot lag gayi, par halki se chot hai ye, chinta mat karo."

Som looked at her worriedly but Aahi ruffled his hair and said, "mujhe agar dukh ha toh main tumhe bolu gi shotti!!" Som nodded yes and said, "pakka bol na. Main abhi college ja raha hu, wapis aayu ga toh milne aayu ga aapse." Aahi smiled and said, "thik hai, sambhal ke jana, aur acche se padh na." Som nodded and left.

TRC who was behind them heard what they talked about and started to feel guilty, but soon his ego took over his feelings and he went away from her. Anirudh and Bondita came to Aahi and Bondita said, "Aahi didi toh hum kab chalu kare gay? Aur mujhe kya karna hoga? Kya mujhe wapis kadve khade ya davai pe ne hogi?" Aahi giggled at her expression and said, "nahi bilkul nahi, aapko  pure din mere savalo ke javab dene ho gay bas aur kuch nahi."

Bondita smiled and said, "bas itni si baat, thik hai phir puchiye jitne sawal puchne hai." Aahi smiled and started asking questions that could help her find out what the reason could be, plus she noted down everything Bondita said.

Aahi asked questions like, 'kya aapko bacpan se ye hota tha? Aapke ghar mein kitne log hai? Aapko iss ghar mai sabse jyada kon acha lagta hai? Aur aapko sabse kam kon pasand hai? Kya aapko koi cheez yahan ki nahi pasand, ya idhar kisi se dar lag ta hai? And many more questions related to her childhood and her lifestyle here, and asked what differences she felt in both. 

It was lunch time so they stopped and Aahi said, "ab aap kha lijiye, boudi par kehna padega, aapne sab sawal ke jawab bede aache se diye mujhe. Main na ab kamre mai jati hu, boudi aap jab khana kha lo toh mujhe bula le na main aajau gi."

Bondita happily nodded and said, "thik hai Aahi didi, main na jaldi kha kar aapke paas aati hu." Aahi smiled at her excitement and said, "aram se khana, main kidhar nahi jaa ne wali hu." Bondita nodded and went to eat.

Aahi sat at her table and started to go through the notes to see if she could get any point, and she noticed that Bondita mentioned her father very less, Aahi star marked that point and decided to ask her about that after lunch. Aahi kept her book aside and held her head. She was about to keep her head down but someone knocked on the door.

Aahi smiled and said, "aajao Som." Som entered with her lunch and said, "ye lijiye aap ka khana." Aahi nodded and Som kept the plate down, Aahi saw more food then she usually eats and said, "are mujhe choti si chot lagi hai, toh itna sara khana lane ke kya zaroorat hai?"

Som chuclked and said, "maine socha ke main aaj aapke sath khana khau." Aahi smiled and said, "are wah tho thik hai chalo khate hai, mujhe toh bahut bhuk lagi hai." Som nodded and they started eating.  Aahi took a bite and said, "chalo tum aa he gaye ho, toh aaj tumhe main khana khilau gi." Som embarrassed said, "are didi main aapne aap kha luga, main ab chota nahi hu." Aahi giggled and said, "chalo thik hai, ye nivala toh kha lo." Som nodded and Aahi fed him and smiled happily. Aahi started to eat the food as well.

Anirudh who came to call Aahi to the study saw Som and Aahi eating and stopped, and while eating Som asked, "aap thik ho na? Baba ne itna kuch bol diya, mujhe maaf karna main ne baba ko kuch bola nahi jese -"

Aahi cuts him off and said, "aur Som tumhe kuch bolna bhi nahi chahiye, mere liye tum humare baba ke sath rishta kharab mat karo aur sabse zaroori baat, hame bado se izat se baat karni chahiye, woh toh main baba aur dada pe bahut gussa hu kyunki unhone ek dusre ko galat sabit karne mein boudi ka istemal kiya, jo bahut galat baat hai, baba aur dada ke beech mein bichari boudi phas rahi hai." 

Som nodded and said, "ye toh aap theek keh rahe ho." Aahi smiled and said, "main toh har bar sahi hoti hu Som, aacha tum batao, tumhara din kaisa tha?" Som answered her with the details of what all he did in college and what he learned.

Anirudh who heard this realized his mistake about how he crossed his line sighed and thought, 'Aahi ne sach bola, mujhe Bondita ke sath aisa nahi karna chahiye tha, mujhe dhyan rak na hoga ke mai mere junoon ko mujh pe havi nahi hone dena chahiye." Hearing them talk about Som's day Anirudh entered and said, "Som isko bolo ke khane ke bad study mein aajaye." Saying this Anirudh left and went to his study room. Aahi and Som both looked at each other and sighed at Anirudh's behavior and finished their lunch.


You are reading the story above: TeenFic.Net