kuch nahin (On Hold)
Please mann ho tabhi pade Varna apna kimati Waqt barbaad na kare Dhanyawaad🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏Kuch rishte Jab apne lagne lagte hai na tabhi saath chhod jaate hai humesha ke liyeKuch Rishton ki umar hi kuch Waqt tak ki hoti haiHar baar mere saath hi kyunShayad koi or hoga jo tere liye tha par qismat ki wajah se tera or uska saath uss Waqt hi nahin likha thaHar jagah dhundh liya lekin khushiyaan mili hi nahinKisne kaha ki khushiyaan dhundhne se milti haiKhushiyaan toh khud b khud aa jaati hai apne Waqt parHaar gayi main Haar gayi na ek achchi beti bani, na hi ek achchi dost or ab toh ek achchi wife bhi nahin ban paayi mainShayad sab sahi kahte hai panauti hun mainNahin tu panauti nahin mera...........…